People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Ram Lala Pyare Hain
Lyricist: Javed Akhtar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahayoddha-Rama/Ram-Lalaa-Pyaare-Hain/BwBdfTACWWM
Video:
ram lalaa pyare hai dil jeet le sare hai
unke wo dulare hai rakshas jo aaye the
sang laye hai ram ji se hare hai wo
suno sab nar nari re suno sab nar nari re
lo veerta jeeti re kayarta hari
ram lalaa ki jai bolo ram lalaa ki jai
man ke mandir ke pat kholo ram lalaa ki jai
ram lalaa ki jai bolo ram lalaa ki jai

dhanay huyi wo mata ghar jiske janame ram
dhanay huyi wo mata ghar jiske janame ram
jag mein hai karke bitake sapne sachche ram
ram ram jai jai ram
jo ramcharit jane wo hi ye batata hai
aadarsh putr hai wo aadarash hai bhrata
pran pran mein ram lagan hai
nagar nagar mein ram bhajan hai
nagar magan hai re
yug yug se hamre hai fir bhi hai nyare ram
ram jai jai ram ram jai jai ram
ujjawal hai suraj se chanda se pyare ram
ujjawal hai suraj se chanda se pyare ram
ram jai jai ram ram jai jai ram

suno sab nar nari re suno sab nar nari re
lo veerta jeeti re kayarta hari
aao karlo ram ki puja
aisa paawan aur na duja gaaye man hai re
ram jai jai ram ram jai jai ram
suno sab nar nari re suno sab nar nari re
suno sab nar nari re suno sab nar nari re
lo veerta jeeti re kayarta hari
lo veerta jeeti re kayarta hari
Main Hoon Ravan
Lyricist: Javed Akhtar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahayoddha-Rama/Main-Hoon-Raavan/JxFadjxnTx4
Video:
nirbhay bhi tu balwan bhi tu
gyani bhi shaktiman bhi tu
hai dev bhi tu bhagwan bhi tu
rawana raawana maharaj ho
rawana tera raaj ho
rawana teri sone ki lanka
tu swami hai dhan ka
rawana tera jag mein danka
rawana
raawana mamanokababan
rawana
wo kar sakta hai jo bhi chahe
Chalo Banao Setu
Lyricist: Javed Akhtar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahayoddha-Rama/Chalo-Banao-Setu/FScaBxNEemc
Video:
punay ki jag me vijay ke hetu
aao paap se yudh karne banaau setu
man kahe ki nyay ki raksha mein
mange pran bhi jo dan mein to de dun
rang layi dekho bhakat aaye
lanka dhane ki le ke shapath aaye
jai hanuman gyan gun sagar
jai kapis tihu lok ujagar
ram dut atulit bal dhama
pawan putr pawan sut nama

jai shri ram
gaya tha main bas le ke apka naam
apki mundri maine di ja ke sita maiya ko
sita maiya ne ye kaha mere swami se ye kaho
mujhe mukt karaane aaye rawan ko harane aaye
dukh maine jo dekha unka to maine jala di lanka
mere raghupati

raghraai dekho hanu aaye
buddhi gyan sabhi se wo tharraye
raghraai dekho bhakat aaye
lanka dhane ki le ke kasam aaye
raghraai ab yudh karna hai
sab jane jina hai sab jane marna hai
man kahe ki nyay ki raksha mein
mange pran bhi jo dan mein to de dun